| sms jokes > SMS Shayari |
| |
| |
|
Bara kathan hai raasta
|
|
|
Bara kathan hai raasta
jo aa sako to sath do
ye zindagi ka fasla
mita sako to sath do
Bohat Fareb khao gey
bara sitam uthao gey
ye umar bhar ka sath hai
nibha sako to sath do
jo tum kaho ye dil to kya jan bhi fida karon
jab main kahon to bas ik nazar
luta sako to sath do
hazar imtahan yahan hazar azmaishein
hazar dukh hazar gham
utha sako to sath do
ye zindagi
yahan khushi ghamon ka sath hai
Rula sako to sath do
hansa sako to sath do...
|
| |
| |
|
|
| Rate This Joke |
|
|
|
|
Comments
|
| |
|